Showing posts with label Ishq shayri. Show all posts
Showing posts with label Ishq shayri. Show all posts

Friday, May 12, 2017

न जाने कितनी अनकही बातें

न जाने कितनी अनकही बातें, कितनी हसरतें साथ ले जाएंगे,
लोग झूठ कहते हैं कि खाली हाथ आये थे, खाली हाथ जाएंगे.
----------------------------------------------------------------------------------------------
पेट की आग को स्वाभिमान से बुझाई है! 
फिरभी हर वक्त जिल्लत झिड़की पाई है!
हाँ मैं मजदूर हूँ मेहनत से नहीं घबराता!
खून सा पसीना बहाया तब रोटी खाई है!
--------------------------------------------------------------------------------------------
हम रूठे दिलों को मनाने में रह गए; 
गैरों को अपना दर्द सुनाने में रह गए; 
मंज़िल हमारी, हमारे करीब से गुज़र गयी; 
हम दूसरों को रास्ता दिखाने में रह गए।.
-------------------------------------------------------------------------------------------------
मुफ्त मे नही मांगी थी दिल मे जगह तेरे,
किराया आज तक चुका रहा हूँ आँसुओं से मेरे
दिल है ...ज़िन्दगी है...जान भी बाकी है.....
जाने क्यों फिर भी हर खुशी आधी है...!!!
----------------------------------------------------------------------------------------------------
जरूरी नही है की हर किसी को मौत ही छूकर निकले..
किसी किसी को छूकर जिंदगी भी निकल जाती है.... #
-------------------------------------------------------------------------------------------------
तुझे पाने की उमीद नहीं फिर भी इंतजार है
चाहत अधुरी ही सही 
पर तेरे लिए बेशुमार है....

Wednesday, January 14, 2009

mile kabhi gar nazar

mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlena


ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje
mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena


aapki muskaan to hain jaise koi khilta gulab
aapne gulistan me kabhi meri dagar padhlena


khush kismat main kaha itna jo tumhe pau
meri duao me naam aapna magar padhlena


bhari mehfil me bhi dekho main tanha hoon
meri gazal me hale-e-dil mera jigar padhlena


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena

Saturday, December 13, 2008

Har sham se tera izhaar kiya karte hai

Har sham se tera izhaar kiya karte hai,
Har khwab me tera didar kiya karte hai,
Diwane hi to hai hum tere,
Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte hai.

Thursday, December 4, 2008

Chaha tha jisse woh milla hi nahin

Chaha tha jisse woh milla hi nahin

Laakh koshish ki lekin yeh faasla mitta hi nahin

Khuda se jholi phelaa ke maanga tha usse
Khuda ne meri kissi dua ko suna hi nahin

Her ek se poocha tere na milne ka sabab
Her ek ne bataaya woh tere liye bana hi nahin

Kitni shiddat se chaha tha aur woh kissi aur ka ho gaya
Shayad is jahan mein wafa ka kuch silla hi nahin

Mere humnasheen, mere hum nawaa, yeh dua hai koi gilla nahin
Tujhe zindagi mein woh sukoon mille jo mujhe kabhi milla hi nahin (mkm)

i wish i was

i wish i was ur blanket,i wish i was ur bed, i wish i was ur pillow underneath ur head,i
wanna b around u,i wanna hold u tight, & b the lucky person who kisses u goodnite

Jalate hai bade shauk

Jalate hai bade shauk se diloN maiN "Saccha_pyar"...
ek din khathm ho jata hai iska wajood jal jal ke yaar...

Monday, December 1, 2008

Ishq ne Ghalib

Ishq ne Ghalib nikammaa kiya
Warna hum bhi aadmi kaam ke thhe







By Ghalib.

mehfil kahe jise hum

mehfil kahe jise hum
teri yaadon ki anjuman hai
hai gul se rishta mera
meri zindagi chaman hai

Eh aasmaa.n

Eh aasmaa.n wale zamee.n par uttar kar dekh,
hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh