Monday, January 19, 2015

Hindi SMS Shayari of Inspiration

Khokar Pane ka Maza hi Kuch Aor Hai!
Rookar muskurane ka Maza hi kuch aor hai...
Haar to zindagi ka hissa hai mere dost!
Harne ke bad jeetne ka maza hi kuch aor hai...

Urdu Shairy SMS for All Lovers (Udaas Lamhay - اداس لمحے)


Saturday, January 17, 2015

Whatsup Post - Urdu Shairy (Udaas Lamhay - اداس لمحے)


English Quotes SMS | Inspired - Feeling SMS


I can go days without talking to you, months
without seeing you, but not a second goes by
that I'm not thinking about you.


Sach ko Badlo!! Seetare Badal Jayenge...
Nazar Ko Badlo!! Nazare Badal Jayenge..
Kashtiya Badalne ki zarurat Nahi hai...
Dishaye Badlo!! Keenare Khud Badal Jayenge..


Thursday, January 15, 2015

Apni Aaawaz ki Larzish Pe - SMS Quotes Shayari

"apni aawaaz ki larzish pe toh qaaboo paalo
pyaar ke bol to honton se nikal jate hain
apne tewar to sambhaalo ke koi ye na kahein
dil badalte hain to chehere bhi badal jate hain”

"apni weak ki larzish pe toh qaaboo palo pyaar ke bol to honton se nikal jate hain aap tewar to sambhaalo ke koi ye na kahein dil badalte hain to chehere bhi badal jate hain"

Tuesday, January 13, 2015

zindagi jab bhi teri bazm mein - Urdu Shayari


zindagi jab bhi teri bazm mein, laati hai hamen
yeh zameen chaand se behtar, nazar aati hai
hamen
surkh phoolon se mehek uthati hain dil ki rahen
din dhale yun teri aawaz bulaati hai hamen
yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshii se
raat ke pichhale prahar roz jagaati hai hamen
har mulaqaat ka anjaam judai kyun hai
ab toh har waqt yeh hi baat sataati hai hamen